म्हारा घडी रे घडी रा रिछपाल सिमरु बाबा बजरंग ने।

टेर : म्हारा घडी रे घडी रा रिछपाल सिमरु बाबा बजरंग ने। थर थावर थारी करूं थरपना मंगल वारि भेंट, घृत चूरमो चढ़ा स्यूं बाबा आके सालासर थारे ठेठ। म्हारा घडी रे….. बालक पन में खेलत खेलत सूरज पकड्यो जाये, देवन आय कृ विनती तो मुख से दिया छिटकाय। म्हारा घडी रे….. सीता की सुध लें पधारे अंजनी सूत हनुमान, लंका जाये राख कर दीन्हि मारयो है अक्षय कुमार। म्हारा घडी रे….. कछ्मण के जब शक्ति लागी गिरयो धरण गम खाय, लाय सरजीवन घोल पिलाई जगे वीर महान। म्हारा घडी रे….. लछमन राम चुरा कर लेग्या अहिरावण निज धाम, ताहि समय बाबा सहाय करी है लायो है लछमन राम। म्हारा घडी रे….. बड़े बड़े कारज कर डारे थे अंजना के लाल, देवकी नंदन सहाय करो रे बेड़ो लंघाओं पार। म्हारा घडी रे…..

Aate Jaate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Lyrics – Kishore Kumar

Aate Jate Khoobsurat Awara Lyrics: One of amazing romantic old song lyrics that touched lots of people hearts and are written in the book of Old is a gold song. This famous song is sung in the movie Anurodh (1977) and sung by super singer Kishore Kumar. It’s music composed by Laxmikant & Pyarelal. The lyrics of this song written by Anand Bakshi.

Aate Jaate Khoobsurat Awara Lyrics
Hmm
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain (2 Times)

Aawaz Ki Duniya Ke Doston
Kal Raat isi Jagah Mujhko

is Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain(2 Times)
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar
Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein
Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain
Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai
Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho
Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (2 Times)
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aati
Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Comments

Popular posts from this blog

बजरंग बाला जय हो बजरंग बाला, पाँव में घुंगरू बांध के नाचे,

जय जय गिरिराज किसोरी jai jai giriraj kishori jai mahesh mukh chand chakori bhawani bhajan from ramayan

छम छम नाचे वीर हनुमान cham cham nache dekho veer hanumana

ऐसी लागी लगन मीरा हो गयी मगन aisi laagi lagan meera ho gayi magan

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

राम नाम के हीरे मोती मैं बिखराऊं गली गली raam naam ke heere moti main bikhraaun gali gali

श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने मैं shree ram janki baithe hain mere seene me

मीठे रस से भरी रे राधा रानी लागे meethe ras se bhari raadha raani laage

निर्धन के घर भी आ जाना labhi fursat ho to jagdambe nirdhan ke ghar bhi aa jaana

यह तो प्रेम की बात है उधो yeh to prem ki baat hai udho bandagi tere bas ki nahi hai