Thursday, March 9, 2017

Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai Lyrics – Shahenshah – Lata & Aziz

Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai Lyrics: A one of best lovely romantic song lyrics from the movie Shahenshah.This song is sung by Lata Mangeshkar & Mohammed Aziz. Its lyrics are written by super lyricist Anand Bakshi and beautiful music composed by Amar Biswas, Utpal Biswas.

Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai Lyrics
Na Na Na Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai
Aaj Kisise Mulaakaat Hai Meri
Kaun Hai Wo Bolo Kaun Hai Wo Bolo Bolo Kaun Hai Wo
Meri Jaan Hai Wo
Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai
Aaj Kisise Mulaakaat Hai Meri
Kaun Hai Wo Bolo Kaun Hai Wo Bolo Bolo Kaun Hai Wo
Meri Jaan Hai Wo
Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai Hoo..

Baag Mein Wo Mera Intezaar Karega
Khat Uska Aaya Hai Mujhe Usne Bulaaya Hai
Mere Siva Tu Kisika Naam Nahi Lena
Aaisi Bewafaai Se Tu Kaam Nahi Lena
Tu Use Chahe Mujhe Hairangi Hain
Main Tujhe Chaahu Teri Deewaangi Hain
Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai
Aaj Kisise Mulaakaat Hai Meri
Kaun Hai Wo Bolo Kaun Hai Wo Bolo Bolo Kaun Hai Wo
Meri Jaan Hai Wo
Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai

Jab Hum Milte Hai Phool Khilte Hain
Taaron Ki Chhaon Mein Sapanon Ke Gaon Mein
Aisa Kya Hai Usmein Jo Mujh Mein Nahi Hain
Kya Wo Naujawaan Mujhase Bhi Hasi Hai
Tu Kaha Woh Kaha Hairangi Hai
Teri Mohabbat Deewaanagi Hai
Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai
Aaj Kisise Mulaakaat Hai Meri
Kaun Hai Wo Bolo Kaun Hai Wo Bolo Bolo Kaun Hai Wo
Meri Jaan Hai Wo
Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Waada Jo Kiya Hai Wo Nibhaana Hai

Achha Chal Main Tere Saath Chalta Hoon
Dekhu To Yaar Ko Tere Dildaar Ko
Seene Mein Ye Gum Ka Pahaad Phat Jaayega
Dekhega Use To Tu Jal Phat Jaayega
Gussa Nahi Ye Deewaanagi Hai
Tu Saath Aaye Hairaangi Hai
Aane De Aane De Mujhe Aana Hai
Na Na Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
Are Aane De Aane De Mujhe Aana Hai
Na Na Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai.

No comments:

Post a Comment

Featured post

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो Yunhi Be-Sabab Na Fira Karo Koi Bashir Badr Ghazal

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो वो ग़ज़ल की सच्ची किताब है उसे चुपके चुपके पढ़ा करो कोई हाथ भी न मिलाएगा जो गले मिलोगे तपाक स...