Posts

Showing posts with the label Ankit Tiwari

सलाम है Salaam Hai Lyrics Hindi and English - Ankit Tiwari

Image
Ye pal jo thama hai guzar jayenga khushiyon ka shma phir ha laut aayenga jo tum ho khade sab ke saath mein to jeet jayenga india! salaam hai tumko dil se sukriya pranam hai tumko dil se sukriya… jo tumne kiya hai vo sab ko he pata tumhare hi wajah se mehfooz hum hai yaha ye mehnat tumhari ha rang layengi aur jeet jayenga india! salaam hai tumko dil se sukriya pranam hai tumko dil se sukriya… salaam hai tumko dil se sukriya pranam hai tumko dil se sukriya… Check this song also:-PyaarKarona  Salaam Hai Lyrics in English ये पल जो थमा है गुज़र जाएंगे खुशियों का शमा फिर है लौट आयेंगा जो तुम हो खड़े सब के साथ में तो जीत जाएगा इंडिया ! सलाम है तुमको दिल से सुक्रिया प्रणाम है तुमको दिल से सुक्रिया … जो तुमने किया है वो सब को हे पता तुम्हारे ही वजह से मेहफ़ूज़ हम है यहाँ ये म्हणत तुम्हारी हां रंग लाएंगी और जीत जाएगा इंडिया ! सलाम है तुमको दिल से सुक्रिया प्रणाम ...

YAAD HAI LYRICS – Aiyaary याद है गीत ऐयारी

Image
Song Title: Yaad Hai Lyrics Movie: Aiyaary Singers: Palak Muchhal, Ankit Tiwari Lyrics: Manoj Muntashir Music: Ankit Tiwari Music Label: Zee Music Company  YAAD HAI LYRICS – Aiyaary याद है गीत ऐयारी  Teri meri aankhon ne Milke jo khwaab bune Woh bade pyare thhe Teri meri paaon chale Milke ke do pairon tale Taare hi taare thhe Saari baatein mujhe yaad hain Woh chand raatein mujhe yaad hain Mujhe bhi tere haathon ki narmiyan yaad hain Woh maasoom pyari si besharmiyan yaad hain Yaad hai sab mujhe yaad hai Saari baatein mujhe yaad hain Yaad hai sab mujhe yaad hai Saari baatein mujhe yaad hain Yaad hai tumko woh barsaatein? Jab milke hum bheege thhe Kyun andar se aanch uthi Jab baahar se hum geele thhe Kaisi thi woh befikri Guzri… phir bhi na guzri Aisi shaamein mujhe yaad hain Aisi baatein mujhe yaad hain Koi jaan ke jaan se toh guzarta nahi Kabhi apni marzi se koi bichhadta nahi Yaad hai sab mujhe yaad ha...

RISHTA LYRICS – Ankit Tiwari, Arko | Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana

Image
RISHTA LYRICS – Ankit Tiwari, Arko | Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana   Mujhme hi koi hissa hai tera Jaane kya tujhse rishta hai mera Mujhme hi koi hissa hai tera Jaane kya tujhse rishta hai mera Aaja harfon ke jaise tujhe likh loon Tere hothon se lafzon sa nikloon Rooh se rooh zara chakh loon Aaja dil ki jagah tujhko rakh loon Yunhi aks mujh mein dikhta hai tera Jaane kya tujhse rishta hai mera Ye dooriyan mita humdum Majbooriyan mita humdum Tere saanson mein Nigaahon mein Mujhe rehna sadaa Yeh dororiyan mita humdum Majbooriyan mita humdum Teri aahon mein Panahaon mein Mujhe rehna sadaa Na na na na… Jaise bikhri hon phoolon pe shabnam Jaise paaya ho zakhm ne marham Aaja moti sa tujhko sambhalun zara Tujhe palkon pe apne sajaa loon zara Dil ke varkon pe qissa hai tera Jaane kya tujhse rista hai mera Mujhme hi koi hissa hai tera Jaane kya tujhse Rishta hai mera Ye dooriyan mita humdum Majbooriya...