Thursday, March 9, 2017

Sanson Ki Zaroorat Lyrics – Aashiqui By Kumar Sanu

Sanson Ki Zaroorat Lyrics: A fabulous, romantic, affectionate, devoted and lovely song lyrics from the movie Aashiqui (1990) which is sung by Kumar Sanu and lyrics written by Sameer. The music by Nadeem-Shravan and song starring by Rahul Roy and Anu Agarwal. The label of song T-Series.

Saanson Ki Zaroorat Lyrics
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise
Zindagi Ke Liye…Zindagi Ke Liye
Bas Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye…

Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise
Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise Bekhudi Ke Liye
Haan Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye
Bas Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye

Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Aaina Jhootha Hai Sache Tasveerein Hain

Jahan Dard Hai Vahin Geet Hai
Jahan Pyaas Hai Vahin Meet Hai
Koi Na Jaane Magar Jeene Ki Yahi Reet Hai

Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise Mausiki Ke Liye
Bas Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye
Haan Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye

Ho..Ho..Ho..
Ho..Ho..Ho..

Manzilein Haasil Hain Phir Bhi Ek Doori Hai
Manzilein Haasil Hain Phir Bhi Ek Doori Hai
Bina Humraahi Ke Zindagi Adhoori Hai

Milegi Kahin Koi Rehguzaar
Tanha Katega Kaise Ye Safar
Mere Sapne Ho Jahan
Dhoondhoon Main Aisi Nazar

Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise Chaandni Ke Liye
Bas Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye

Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise…Zindagi Ke Liye

Bas Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye
Bas Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye
Aashiqui Ke Liye…Aashiqui Ke Liye
Aashiqui Ke Liye…Aashiqui Ke Liye

No comments:

Post a Comment

Featured post

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो Yunhi Be-Sabab Na Fira Karo Koi Bashir Badr Ghazal

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो वो ग़ज़ल की सच्ची किताब है उसे चुपके चुपके पढ़ा करो कोई हाथ भी न मिलाएगा जो गले मिलोगे तपाक स...