Thursday, March 9, 2017

Agar Tum Na Hote Lyrics – Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Hamein Aur Jeene Ki Chahat Na Hoti Song Lyrics: The one of famous and heart touching song lyrics from the movie Agar Tum Na Hote (1983) that is sung by Kishore Kumar & Lata Mangeshkar. Its lyrics written by Gulshan Bawara and music composed by R.D Burman.

Agar Tum Na Hote Lyrics
Kishore Kumar (Male) Version:

Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Tumhein dekhke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise
Tumhein dekhke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise

Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote…agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Hamein jo tumhaara sahara na milta
Bhanvar mein hi rehte kinara na milta
Hamein jo tumhaara sahara na milta
Bhanvar mein hi rehte kinara na milta

Kinare pe bhi to leher aa dooboti
Agar tum na hote…agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Lata Mangeshkar (Female) Version:

Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Tumhein kya bataun ke tum mere kya ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho
Tumhein kya bataun ke tum mere kya ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho

Main aasha ki ladiyaan na reh reh piroti
Agar tum na hote…agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

Har ik gham tumhaara sahenge khushi se
Karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se
Har ik gham tumhaara sahenge khushi se
Karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se

Jahaan mujh pe hasta khushi mujhpe roti
Agar tum na hote…agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote…agar tum na hote

No comments:

Post a Comment

Featured post

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो Yunhi Be-Sabab Na Fira Karo Koi Bashir Badr Ghazal

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो वो ग़ज़ल की सच्ची किताब है उसे चुपके चुपके पढ़ा करो कोई हाथ भी न मिलाएगा जो गले मिलोगे तपाक स...