Thursday, March 9, 2017

Samne Yeh Kaun Aaya Lyrics – Jawani Diwani – Kishore Kumar

Samne Yeh Kaun Aaya Lyrics: The one of superhit romantic song lyrics from the movie Jawani Diwani. This song is sung by super singer Kishore Kumar and its awesome music composed by R.D. Burman. This song starring by Randhir Kapoor & Jaya Bhaduri. Song lyrics are written by Anand Bakshi.

Saamne Yeh Kaun Aaya Lyrics
Samne yeh kaun aaya dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal
Samne yeh kaun aaya dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal
Arre baatein, mulakatein humse bhi to hongi
Arre humse khulenge aaj nahi to kal
Samne yeh kaun aaya dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal

Rehna hai yahan to, dono hain jawan to
Bhala door kaise rahenge
Mana woh hasin hain to hum bhi kam nahi hain
Woh magroor kaise rahenge

Aankhon hi aankhon mein
Naaton hi baaton mein
Kabhi jaan-pehchaan hogi
Sun lo yeh kahani haseena ek anjaani
Kisi din meharban hogi
Aankhon hi aankhon mein
Naaton hi baaton mein
Kabhi jaan-pehchaan hogi
Sun lo yeh kahani haseena ek anjaani
Kisi din meharban hogi

Samne yeh kaun aaya dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal
Arre baatein, mulakatein humse bhi to hongi
Arre humse khulenge aaj nahi to kal
Samne yeh kaun aaya dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal

No comments:

Post a Comment

Featured post

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो Yunhi Be-Sabab Na Fira Karo Koi Bashir Badr Ghazal

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो वो ग़ज़ल की सच्ची किताब है उसे चुपके चुपके पढ़ा करो कोई हाथ भी न मिलाएगा जो गले मिलोगे तपाक स...