म्हारा घडी रे घडी रा रिछपाल सिमरु बाबा बजरंग ने।

टेर : म्हारा घडी रे घडी रा रिछपाल सिमरु बाबा बजरंग ने। थर थावर थारी करूं थरपना मंगल वारि भेंट, घृत चूरमो चढ़ा स्यूं बाबा आके सालासर थारे ठेठ। म्हारा घडी रे….. बालक पन में खेलत खेलत सूरज पकड्यो जाये, देवन आय कृ विनती तो मुख से दिया छिटकाय। म्हारा घडी रे….. सीता की सुध लें पधारे अंजनी सूत हनुमान, लंका जाये राख कर दीन्हि मारयो है अक्षय कुमार। म्हारा घडी रे….. कछ्मण के जब शक्ति लागी गिरयो धरण गम खाय, लाय सरजीवन घोल पिलाई जगे वीर महान। म्हारा घडी रे….. लछमन राम चुरा कर लेग्या अहिरावण निज धाम, ताहि समय बाबा सहाय करी है लायो है लछमन राम। म्हारा घडी रे….. बड़े बड़े कारज कर डारे थे अंजना के लाल, देवकी नंदन सहाय करो रे बेड़ो लंघाओं पार। म्हारा घडी रे…..

Old Hindi Songs Lyrics – Best Collections of Old Songs

Old Hindi Songs Lyrics – Best Collections of Old Songs




Mere Sapno Ki Rani Kab Aayegi Tu Lyrics – Kishore Kumar


O, eh hey hey, ha ha
Chali aa, tu chali aa, chali aa tu chali aa aa
Mere sapnon ki raani kab aayegi tu
Aayi rut mastani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagani, kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa

Mere sapnon ki raani kab aayegi tu
Aayi rut mastani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagani, kab aayegi tu
Chali aa, haa tu chali aa

Pyaar ki galliyaan, baaghon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan, pooch rahi hain
Pyaar ki galliyaan, baaghon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan, pooch rahi hain
Ki tu panghat pe kis din gaayegi tu

Mere sapnon ki raani kab aayegi tu
Aayi rut mastani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagani, kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa

Phool si khlike, paas aa dil ke,
Door se milke chain na aaye
Phool si khlike, paas aa dil ke,
Door se milke chain na aaye
Aur kab tak mujhe tadpayegi tu

Mere sapnon ki raani kab aayegi tu
Aayi rut mastani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagani tu, kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa

Kya hai bharosa, aashique dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Kya hai bharosa, aashique dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Aa gaya toh bahut pachtayegi tu

Mere sapnon ki raani kab aayegi tu
Aayi rut mastani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagani tu, kab aayegi tu
Chali aa, haa tu chali aa
Chali aa, tu chali aa, chali aa tu chali aa aa
Chali aa, tu chali aa, chali aa tu chali aa

Pyar Kiya To Darna Kya Full Song Lyrics – Mughal E Azam


The song sung by Lata Mangeshkar and lyrics written by Shakeel Badayuni. The music is directed by Naushad.


Pyar Kiya To Darna Kya Lyrics
Insaan kisi se duniya mein
Ik baar muhabbat karta hai
Is dard ko lekar jeeta hai
Is dard ko lekar marta hai

Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya koi chori nahi ki..
Pyaar kiya..!!!
Pyaar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup aahe bharna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya

Aaj kahenge dil ka fasana
Jaan bhi lele chahe zamana
Aaj kahenge dil ka fasana
Jaan bhi lele chahe zamana
Maut wohi jo duniya dekhe
Maut wohi jo duniya dekhe
Ghut ghut kar yun marna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya

Unki tamanna dil me rahegi
Shamaa isi mehfil me rahegi
Unki tamanna dil me rahegi
Shamaa isi mehfil me rahegi
Ishq me jeena ishq me marna
Ishq me jeena ishq me marna
Aur hame ab karna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya

Chhup na sakega ishq hamara
Chaaro taraf hai unka nazara
Aaaa..aaaannn
Chhup na sakega ishq hamara
Chaaro taraf hai unka nazara

Parda nahi jab koi khuda se
Parda nahi jab koi khuda se
Bando se parda karna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup aahe bharna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya.

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Lyrics


sung by our popular singer Kishore Kumar and Lata Mangeshkar. The lyricist is Rajinder Krishan. The music is directed by Khayyam.


Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Lyrics
Pal Pal Dil Ke Paas, Tum Rahati Ho
Jivan Mithi Pyaas, Ye Kahati Ho
Pal Pal …

Har Shaam Aankhon Par, Teraa Aanchal Laharaae
Har Raat Yaadon Ki, Baaraat Le Aae
Main Saans Letaa Hoon, Teri Khushaboo Aati Hai
Ek Mahakaa Mahakaa Saa, Paigaam Laati Hai
Mere Dil Ki Dhadakan Bhi, Tere Git Gaati Hai
Pal Pal …

Kal Tujhko Dekhaa Thaa, Maine Apne Aangan Mein
Jaise Keh Rahi Thi Tum, Mujhe Baandh Lo Bandhan Mein
Ye Kaisaa Rishtaa Hai, Ye Kaise Sapne Hain
Begaane Ho Kar Bhi, Kyun Lagate Apne Hain
Main Soch Main Raheta Hoon, Dar Dar Ke Kahetaa Hoon
Pal Pal….

Tum Sochogi Kyun Itnaa, Main Tumse Pyaar Karoon
Pal Pal Dil Ke Paas, Tum Rahati Ho
Tum Samajhogi Divaanaa, Main Bhi Iqraar Karoon
Divaanon Ki Ye Baaten, Divaane Jaante Hain
Jalne Mein Kyaa Mazaa Hai, Paravaane Jaanate Hain
Tum Yoon Hi Jalaate Rahanaa, Aa Aa Kar Khwaabon Mein
Pal Pal …

Chhup Gaye Saare Nazaare Lyrics


The song is sung by the most famous singers Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi. This songs lyrics are written by Anand Bakshi and its music composed by Laxmikant Pyarelal. The song starring by Rajesh Khanna & Mumtaz.


Chhup Gaye Saare Nazaare Lyrics
Chhup Gaye Saare Nazaare, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Chhup Gaye Saare Nazaare, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Tune Kaajal Lagaayaa, Din Men Raat Ho Gai
Tune Kaajal Lagaayaa, Din Men Raat Ho Gai
Mil Gaye Nainaa Se Nainaa, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Mil Gaye Nainaa Se Nainaa, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Dil Ne Dil Ko Pukaaraa, Mulaaqaat Ho Gai
Dil Ne Dil Ko Pukaaraa, Mulaaqaat Ho Gai

Kal Nahin Aanaa
Mujhe Naa Bulaanaa
Ke Maaregaa Taanaa Zamaanaa
Kal Nahin Aanaa
Mujhe Naa Bulaanaa
Ke Maaregaa Taanaa Zamaanaa
Tere Honthon Pe Raat Ye Bahaanaa Thaa
Gori Tujhako To Aaj Nahin Aanaa Thaa
Tu Chali Aai Duhaai Oye Kyaa Baat Ho Gai
Tu Chali Aai Duhaai Oye Kyaa Baat Ho Gai
Maine Chhodaa Zamaanaa, Tere Saath Ho Gai
O Maine Chhodaa Zamaanaa Tere Saath Ho Gai
Tune Kaajal Lagaayaa Din Men Raat Ho Gai

Ambuaa Ki Daali
Pe Gaaye Matavaali
Koyaliyaa Kaali Niraali
Ambuaa Ki Daali
Pe Gaaye Matavaali
Koyaliyaa Kaali Niraali
Saawan Aane Kaa Kuchh Matalab Hogaa
Baadal Chhaane Kaa Koi Sabab Hogaa
Rim-Jhim Chhaayen Ghataayen, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Rim-Jhim Chhaayen Ghataayen, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Teri Chunari Laharaai Barasaat Ho Gai
Teri Chunari Laharaai Barasaat Ho Gai
Dil Ne Dil Ko Pukaaraa Mulaaqaat Ho Gai

Chhod Na Baiyaan
Padoon Tere Paiyaan
Taaron Ki Chhainyaan Men Sainyaan
Chhod Na Baiyaan
Padoon Tere Paiyaan
Taaron Ki Chhainyaan Men Sainyaan
Ek Wo Din Thaa Milaati Na Thi Tu Ankhiyaan
Ek Ye Din Hai Tu Jaage Saari-Saari Ratiyaan
Ban Gai Gori Chakori, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Ban Gai Gori Chakori, Oye Kyaa Baat Ho Gai
Jisakaa Dar Thaa Bedardi Wahi Baat Ho Gai
Ho Jisakaa Dar Thaa Bedardi Wahi Baat Ho Gai
Chhup Gaye Saare Nazaare, Oye Kyaa Baat Ho Gai.

Shayad Meri Shaadi Ka Khayal Lyrics – Souten – Kishore & Lata


sung by the legend singers Lata Mangeshkar & Kishore Kumar. The song is directed by Usha Khanna and its lyrics written by Saawan Kumar. The song are starring by Rajesh Khanna & Tina Munim.


Lata: Shaayad Meri Shaadi Ka Khayaal Dil Mein Aaya Hai
Isiliye Mummy Ne Meri Tumhen Chaay Pe Bulaaya Hai
Kishore: Kya Kaha Phir Se Doharaana Na
Lata: Shaayad Meri Shaadi …

Kishore: Panchhi Akela Dekh Ke Mujhe Ye Jaal Bichhaaya Hai
Isiliye Mummy Ne Teri Mujhe Chaay Pe Bulaaya Hai
Kyon Hai Na
Lata: Nahi-Nahi

Lata: ( Theek Tum Chaar Baje Ghar Chale Aana
Mera Haath Maang Lena Zara Na Sharamaana ) (2 Times)
Kishore: Saat Phere Mere Sang Sapane Dekh Rahi Ho
Khili Hui Dhoop Mein Taare Dekh Rahi Ho
Are Nahi Baaba Chaay Nahi Peena
Lata: Kyon (2 Times)
Kishore: Tauba Meri Tauba Maaf Kar Dena
Lata: Inhiin Adaaon Par To Haay Apana Dil Aaya Hai
Isiliye Mummy Ne Meri …
Kishore: Na Na Na Na
Panchhi Akela Dekh …

Lata: ( Dillagi Na Karo Chhedo Na Hamako Sanam
Haan Kaho Ghar Chalo Tumako Meri Qasam ) (2 Times)
Kishore: Jaan-E-Man Maana Ham Tumape Marate Hain
Pyaar To Theek Hai Shaadi Se Darate Hain
Shaadi Se Pahale To Sab Achchha Lagata Hai
Saari Umr Ko Phir Rona Padata Hai
A : Inhiin Adaaon Par To Haay Apana Dil Aaya Hai
Isiliye Mummy Ne Meri …
Kishore: O Panchhi Akela Dekh …

Lata: Tumhen Meri Qasam Aaoge Na
Kishore: Nahi Bilkul Nahi
Haan Teri Qasam Aaoonga

Deewane Hain Deewanon Ko Na Ghar Chahiye Lyrics – Zanjeer – Rafi & Lata


This song became most famous song since its released. The song is sung by super singers Mohammad Rafi & Lata Mangeshkar and its lovely lyrics are written by Gulshan Bawra. The music is composed by Kalyanji & Anandji and its.


Deewane Hain Deewanon Ko Na
Ghar Chaahiye Na Dar Chaahiye
Mohabbat Bhari Ik Nazar Chaahiye
Nazar Chaahiye
Jawani Mein Jawani Ke Sahaare
Ho Jawan Mere Meharban
Mujhe Tu Hi Tu Humsafar Chaahiye
Humsafar Chaahiye
Deewane Hain Deewanon Ko Na
Ghar Chaahiye Na Dar Chaahiye
Mohabbat Bhari Ik Nazar Chaahiye
Nazar Chaahiye

Hai Sar Pe Hamare Khula Aasman
Khula Aasman
Hamare Liye Hai Yehi Aashiyan
Yehi Aashiyan
Bina Pyaar Ke Zindagi Kuchh Nahin
Jahan Pyaar Hai Har Khushi Hai Wahin
Ho Phoolon Bhari Chaahe Kaanton Bhari
Kaanton Bhari
Chale Jispe Tu Woh Dagar Chaahiye
Deewane Hain Deewanon Ko Na
Ghar Chaahiye Na Dar Chaahiye
Mohabbat Bhari Ik Nazar Chaahiye
Nazar Chaahiye

Nigahon Mein Aise Ishare Hue
Ishare Hue
Ke Dil Ne Kaha Hum Tumhare Hue
Tumhare Hue
Nazar Ban Gayi Hai Zubaan Pyaar Mein
Maza Aa Gaya Jeet Ka Haar Mein
Milega Wohi Jo Bhi Mangoge
Dildar Se Magar Pyaar Se
Duaon Mein Apni Asar Chaahiye
Asar Chaahiye
Deewane Hain Deewanon Ko Na
Ghar Chaahiye Na Dar Chaahiye
Mohabbat Bhari Ik Nazar Chaahiye
Nazar Chaahiye



Vada Tera Vada Lyrics – Dushman – Kishore Kumar


This song turns your heart to run fast and fill with full love. The song is sung in the movie Dushman and its sung by Lagend Kishore Kumar. The music is composed by laxmikant & Pyarelal. Its amazing words are written by Majrooh Sultanpuri. The song is starring by Rajesh Khanna & Meena Kumari


Haan.. Sachchai Chup Nahin Sakati, Banawat Ke Usulon Se
Ki Khushboo Aa Nahin Sakati, Kabhi Kaagaz Ke Phoolon Se !

Main Intazaar Karuun, Ye Dil Nisaar Karuun
Main Tujhase Pyaar Karuun, O Magar Kaise Aitabaar Karun
Jhuuthaa Hai Tera Vada !
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Vade Pe Tere Mara Gayaa, Banda Main Sidha Sadha
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)

Tumhari Zulf Hai Yaa, Sadak Kaa Mod Hai Ye
Tumhari Aakh Hai Yaa, Nashe Kaa Tod Hai Ye
Kahaa Kab Kyaa Kisi Se, Tumhen Kuch Yaad Nahin
Hamare Saamane Hai, Hamare Baad Nahin
Kitaab-e-husn Men To, Wafaa Kaa Naam Nahin, Are !
(Mohabbat Tum Karogi ? Tumhara Kaam Nahin !) – (2 Times)
Agar Che Khuub Ho Tum, Meri Mehboob Ho Tum – (2 Times)
Nigaah-e-gair Se Bhi, Magar Manasob Ho Tum
Kisi Shayar Se Puuchho, Gazal Ho Yaa Rubai
Bhari Hai Shaayari Men, Tumhari Bewafai
Ho ! Daaman Men Tere Phool Hain Kam, Aur Kaanten Hain Zyaadaa
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Vade Pe Tere Mara Gayaa, Banda Main Sidha Sadha
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)

Taraane Jaanati Hai, Fasaane Jaanati Hai
Kae Dil Todane Ke, Bahane Janati Hai
Kahin Pe Soz Hai Tu, Kahin Pe Saaz Hai Tuu
Jise Samajha Naa Koi, Vahi Ek Raaz Hai Tuu
Kabhi Tu Ruth Baithi, Kabhi Tu Muskarai, Are !
Kisi Se Ki Mohabbat, Kisi Se Bevafaaii ! – (2 Times)
Udaye Hosh Tauba, Teri Aankhen Sharabi – (2 Times)
Zamaane Men Hui Hai, Inhin Se Har Kharabi
Bulae Chhanv Koi, Pukare Dhoop Koi
Tera Ho Rang Koi, Tera Ho Roop Koi
Ho ! Kuch Phark Nahin Naam Tera, Raziya Ho Ya Raadha !!
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Vade Pe Tere Mara Gayaa, Banda Main Sidha Sadha
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)

Aane Se Uske Aaye Bahar Lyrics – Jeene Ki Rah – Mohammad Rafi


A famous, lovely, complimentary ever green song lyrics from the movie Jeene Ki Rah. This romantic song is sung by Lagend Mohammad Rafi and music composed by Pyarelal Ramprasad Sharma & Laxmikant Shantaram Kudalkar. Awesome Lyrics of this song is written by Anand Bakshi and song starring by Jeetendra, Tanuja & Jagdeep.


Aane Se Uske Aaye Bahar
Jaane Se Uske Jaaye Bahar
Badi Mastaani Hai Meri Mehbooba
Meri Zindagani Hai Meri Mehbooba
Aane Se Uske Aaye Bahar
Jaane Se Uske Jaaye Bahar
Badi Mastaani Hai Meri Mehbooba
Meri Zindagani Hai Meri Mehbooba

Gunagunaae Aise Jaise
Bajate Ho Ghugharu Kahi Pe
Aake Parvato Se Jaise
Girta Ho Jharanaa Zami Pe
Jharano Ki Mauj Hai Wo
Maujo Ki Ravaani Hai Meri
Mehbooba Mehbooba
Meri Zindagani Hai
Meri Mehbooba

Ban Savar Ke Nikale Aae
Saavan Kaa Jab Jab Mahina
Har Koi Ye Samajhe Hogi
Wo Koi Chachal Hasinaa
Puchho To Kaun Hai Wo Rut
Ye Suhaani Hai Meri Mehbooba
Meri Zindagani Hai
Meri Mehbooba Mehbooba
Badi Mastaani Hai Meri Mehbooba.



Prem Kahani Mein Lyrics – Lata Mangeshkar & Kishore Kumar


The energetic, romantic, and fact of love song lyrics from the movie Prem Kahani which is sung by our super stars Lata Mangeshkar & Kishore Kumar. This song is directed by Laxmikant & Pyarelal and simply awesome lyrics written by Anand Bakshi. The song starring by Rajesh Khanna & Mumtaz.


Suno Sunaaoon Ek Kahani
Jab Aati Hai Rut Pe Jawani
Tab Banti Hai Prem Kahani
Prem Kahani Mein Ek Ladka Hota Hai
Ek Ladki Hoti Hai
Kabhi Dono Hanste Hain
Kabhi Dono Rote Hain
Prem Kahani Mein Ek Ladka Hota Hai
Ek Ladki Hoti Hai
Kabhi Dono Hanste Hain
Kabhi Dono Rote Hain
Prem Kahani Mein Ek Ladka Hota Hai
Ek Ladki Hoti Hai
Kabhi Dono Hanste Hain
Kabhi Dono Rote Hain

Itni Si Chhoti Si Hoti Hai Ek Chingari
Itni Si Chhoti Si Hoti Hai Ek Chingari
Jal Jaati Hai Phunk Jati Hai
Jismein Duniya Saari
Chandni Raaton Mein, Raaton Mein
Ek Dipak Hota Hai, Hota Hai
Ek Baati Hoti Hai
Kabhi Dono Jalte Hain
Kabhi Dono Bujhte Hain
Prem Kahani Mein Ek Ladka Hota Hai
Ek Ladki Hoti Hai
Kabhi Dono Hanste Hain
Kabhi Dono Rote Hain

Jhoom Ke Parbat Pe Rimjhim Jab Aata Hai Savan
Jhoom Ke Parbat Pe Rimjhim Jab Aata Hai Savan
Savan Mein Premi Pagal Ho Jaate Hain Saajan
In Barsaaton Mein
Ek Baadal Hota Hai
Ek Bijli Hoti Hai
Kabhi Dono Taraste Hain
Kabhi Dono Baraste Hain
Prem Kahani Mein Ek Ladka Hota Hai
Ek Ladki Hoti Hai
Kabhi Dono Hanste Hain
Kabhi Dono Rote Hain

Sath Milan Ke Naam Judai Ka Likha Hai Aisa
Sath Milan Ke Naam Judai Ka Likha Hai Aisa
Yeh Jeevan Bhi Khel Tamasha Hai Ek Natak Jaisa
Jaise Natak Mein
Ho Ek Raja Hota Hai
Ek Rani Hoti Hai
Kabhi Dono Milte Hain
Kabhi Dono Bichhadte Hain
Prem Kahani Mein Ek Ladka Hota Hai
Ek Ladki Hoti Hai
Kabhi Dono Hanste Hain
Kabhi Dono Rote Hain

Pyaar Deewana Hota Hai Song Lyrics – Kati Patang (1970)


A lovely super hit romantic song lyrics from the movie Kati Patang (1970) which is sung by Kishore Kumar. The lyrics written by Anand-Bakshi and song starring by Rajesh Khanna & Asha Parekh. The music composed by R.D Burman.


Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Ghum Se Begana Hota Hai
Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Ghum Se Begana Hota Hai

Shama Kahe Parwane Se, Pare Chala Jaa
Meri Tarah Jal Jaayega, Yahan Nahi Aa
Shama Kahe Parwane Se, Pare Chala Jaa
Meri Tarah Jal Jaayega, Yahan Nahi Aa

Woh Nahi Sunta Usko Jal Jana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Gham Se Begana Hota Hai
Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Gham Se Begana Hota Hai

Rahe Koi Sau Pardo Mein, Dare Sharam Se
Nazar Aji Laakh Churaye, Koi Sanam Se
Rahe Koi Sau Pardo Mein, Dare Sharam Se
Nazar Aji Laakh Churaye, Koi Sanam Se

Aa Hi Jaata Hai, Jispe Dil Aana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Ghum Se Begana Hota Hai
Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Ghum Se Begana Hota Hai

Suno Kisi Shayar Ne Ye, Kaha Bahot Khoob
Mana Kare Duniya Lekin, Mere Mehboob
Suno Kisi Shayar Ne Ye, Kaha Bahot Khoob
Mana Kare Duniya Lekin, Mere Mehboob

Woh Chalak Jaata Hai Jo, Paimana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Gham Se Begana Hota Hai
Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai
Har Khushi Se, Har Gham Se Begana Hota Hai

Ek Ladki Bhigi Bhagi Si Lyrics – Chalti Ka Naam Gaadi (1958)


The one of most best rainy song lyrics from the movie Chalti Ka Naam Gaadi (1958) that is sung by Kishore Kumar. Its lyrics written by Majrooh Sultanpuri and music composed by Sachin Dev Burman with the label of Saregama.


Ek ladki bhigi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm

Dil hi dil mein chali jaati hain
Bighdi bighdi chali aati hain… (2 Times)
Doondh laut ti huwi balka ti huwi
Saawan ke suni raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai
Hmm
Ek ladki bhigi bhagi si..

Daagmag daagmag lehki lehki
Bhooli badh ki behki behki… (2 Times)
Machli machli gharse nikhli
Paghli si kali raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm
Ek ladki bhigi bhagi si..

Tan bheega hai sar geela hai
Us kaa koyi pech bhi dheela hai… (2 Times)
Tan ti jhukti chalti rukti
Nikli andheri raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm
Ek ladki bhigi bhagi si

Aate Jaate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Lyrics – Kishore Kumar


One of amazing romantic old song lyrics that touched lots of people hearts and are written in the book of Old is a gold song. This famous song is sung in the movie Anurodh (1977) and sung by super singer Kishore Kumar. It’s music composed by Laxmikant & Pyarelal. The lyrics of this song written by Anand Bakshi.


Hmm
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain (2 Times)

Aawaz Ki Duniya Ke Doston
Kal Raat isi Jagah Mujhko

is Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain(2 Times)
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar
Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein
Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain
Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai
Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho
Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (2 Times)
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aati
Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aap Ki Nazron Ne Samjha Lyrics – Anpadh – Lata Mangeshkar


The one of best old song that is most famous heart touching and romantic too. This song is sung in the movie Anpadh by Super Singer Lata Mangeshkar and its awesome lyrics are written by Raja Mehdi Ali Khan. This soothing song is composed by Madan Mohan.


Aapki Nazro Ne Samjha
Pyar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha

Ji Hame Manzoor
Hai Aapka Ye Faisla
Ji Hame Manzoor
Hai Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar
Banda Parvar Shukriya
Hanske Apni Zindagi Me
Kar Liya Shamil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha

Aapki Manzil Hun Mai
Meri Manzil Aap Hai
Aapki Manzil Hun Mai
Meri Manzil Aap Hai
Kyon Mai Toofa Se
Daru Mera Sahil Aap Hai
Koi Tufano Se Kah De
Mil Gaya Sahil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha

Pad Gai Dil Par Mere
Aapki Parchhaiya
Pad Gai Dil Par Mere
Aapki Parchhaiya
Har Taraf Bajne Lagi
Saikdo Shahnaiyaa
Do Jahaa Ki Aaj Khushiyan
Ho Gayi Haasil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha
Pyar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha.

Tera Mera Pyar Amar Lyrics – Asli Naqli – Lata Mangeshkar

The lovely romantic, make you fall in love with this song. In short this is the one impressive old song which is sung in the movie Asli Naqli by Lata Mangeshkar. The soothing music is composed by Shankar & Jaikishan and its awesome lyrics are written by Shailendra.


Tera mera pyar amar phir kyo mujhako lagataa hai dar ( 2 Times )
Mere jivan saathi bataa kyun dil dhadake rah rah kar

Kyaa kahaa hai chaand ne jisako sunake chaandani
Har lahar pe jhumake kyo ye naachane lagi
Chaahat kaa hai harasu asar phir kyo mujhako lagataa hai dar
Tera mera pyar amar phir kyo mujhako lagataa hai dar

Kah rahaa hai meraa dil ab ye raat na dhale
Khushiyo kaa ye silasilaa aise hi chalaa rahe
Tujhako dekhun dekhun jidhar phir kyo mujhako lagataa hai dar
Tera mera pyar amar phir kyo mujhako lagataa hai dar

Hai shabaab par umag har khushi javaan hai
Meri dono baaho me jaise aasmaan hai
Chalati hun mai taaro par phir kyo mujh ko lagataa hai dar
Tera mera pyar amar phir kyo mujhako lagataa hai dar

Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics – Roti (1974)

A lovely, energetic romantic song lyrics from the movie Roti (1974) which is sung by Lata Mangeshkar & Kishore Kumar. Its lyrics written by Anand Bakshi and music composed by Laxmikant & Pyarelal.


Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega
Main shama hoon tu hai parwana
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega

Ho roop mit jata hai
Yeh pyar aye dildar nahin mit-ta
Ho phool murajhane se
Gulzar o sarkar nahin mit-ta
Ho roop mit jata hai
Yeh pyar aye dildar nahin mit-ta
Kya baat kahi hai oye tauba
Kya baat kahi hai oye tauba
Yeh dil beimaan machal jaayega
Ho gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega

O aapko hai aisa inkar
To yeh pyar yahin chhodo
Ho pyar ka mausam hai
Bekaar ki takraar yahin chhodo
O aapko hai aisa inkar
To yeh pyar yahin chhodo
Hathon mein hath zara de-do
Hathon mein hath zara de-do
Baaton mein waqt nikal jaayega
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega

Ho main tujhe kar daaloon
Masroor nashe mein choor to maanoge
Ho tumse main ho jaaoon
Khud door aye magroor ho maanoge
Ho main tujhe kar daaloon
Masroor nashe mein choor to maanoge
Tu lakh bacha mujhse daaman
Tu lakh bacha mujhse daaman
Yeh husn ka jaadu chal jaayega
Ho gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega
Main shama hoon tu hai parwana
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega

O Mere Raja Lyrics – Kishore & Lata – Johny Mera Naam

A romantic and fact of love timing song lyrics from the movie Johny Mera Naam which is sung by Lagendary singers Kishore Kumar and Asha Bhosle. This lovely song is composed by Kaliyanji & Anandji and its amazing lyrics are written by Rajindra Krishan Indiver. This song starring by Dev Anand & Hema Malini.


Lata: O O Mere Raja, Khafa Na Hona
Der Se Aayee, Door Se Aai
Majaboori Thi Phir Bhi Maine
Vaada To Nibhaayaa, Vaada To Nibhaaya
Kishore: O O Meri Rani, Samajh Gaya Main
Vahi Puraanaa, Tera Bahaana
Der Se Aana Aur Ye Kahana
Vaada To Nibhaayaa, Vaada To Nibhaaya

Kishore: Intazaar Ke Ek Ek Pal Ka Badala Loonga
Lata: Aisa Bhi Kya
Kishore: Ye Na Samajhana Aaj Bhi Aise Jaane Doonga
Lata: Aisa Bhi Kya
Kishore: Kitana Sataaya Pahale Usaka Hisaab Do
Ankhiyon Mein Ankhiyaan Daalake Javaab Do
Lata: Bachati Bachaati
Kishore: O O
Lata: Bachati Bachaati … Chhupati Chhupaati
Tum Kya Jaano Kaise Aayee,
Vaada To Nibhaayaa, O O Mere Raaja
Kishore: Samajh Gaya Main, Vahi Puraanaa, Tera Bahaana …
Lata: O O Mere Raaja …

Lata: Baahon Ki In Zanjeeron Mein Yoon Na Jakado
Kishore: Ham Jakadenge
Lata: Mud Jaayegi Meri Kalaai Haath Na Pakado
Kishore: Ham Pakadenge
Lata: Chhodo Na
Kishore: Nahi
Lata: Chhodo Na
Kishore: Aise To Naazuk Nahi Haath Sarakaar Ke
Mauke Bhi Kabhi Kabhi Milate Hain Pyaar Ke
Lata: Pyaar Abhi To
Kishore: Ho, O O
Lata: Pyaar Abhi To Naya Naya Hai
Meri Vafa Ki Kadar Karo Ki,
Vaada To Nibhaayaa, O O Mere Raaja …
Kishore: O O Meri Raani …

Kishore: Kaho Ye Gaalon Ke Angaare Kisake Liye Hain, Kaho Kaho
Lata: Aji Tumhaare
Kishore: Ha Ha Ha Ha
Honthon Pe Ye Shahad Ke Dhaare Kis Ke Liye Hain, Bolo Bolo
Lata: Aji Tumhaare
Kishore: Haan, Sharm Kahaan Ki Aao Gale Lag Jaao Ji
Kab Se Khada Hoon Pyaasa Pyaas Bujhaao Ji
Lata: Hat Jaao Ji
Kishore: Bujhaao Ji
Lata: Badanaami Se
Kishore: Ho, O O
Lata: Badanaami Se Dar Lagata Hai
Ye To Socho Kis Mushkil Se, Vaada To Nibhaaya
O O Mere Raaja …
Kishore: Samajh Gaya Main, Vahi Puraanaa, Tera Bahaana …
Lata: O O Mere Raaja …


Comments

Popular posts from this blog

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

जय जय गिरिराज किसोरी jai jai giriraj kishori jai mahesh mukh chand chakori bhawani bhajan from ramayan

यह तो प्रेम की बात है उधो yeh to prem ki baat hai udho bandagi tere bas ki nahi hai

बजरंग बाला जय हो बजरंग बाला, पाँव में घुंगरू बांध के नाचे,

ऐसी लागी लगन मीरा हो गयी मगन aisi laagi lagan meera ho gayi magan

छम छम नाचे वीर हनुमान cham cham nache dekho veer hanumana

राम नाम के हीरे मोती मैं बिखराऊं गली गली raam naam ke heere moti main bikhraaun gali gali

तुम उठो सिया सिंगार करो / राम के शिव धनुष तोड़ने के अवसर का भजन

सतगुरु मैं तेरी पतंग satguru main teri patang hava vich urdi jaavangi

भगवान शिव पर गलत टिप्पणी के मामले में नसीम व अरमान गिरफ्तार