धूल गए लिरिक्स Dhul Gaye Lyrics in Hindi – Arijit Singh
Dhul Gaye Lyrics in Hindi sung by Arijit Singh. The song is written by Arjuna Harjai and Surabhi Dashputra while music composed by Arjuna Harjai. Music label Oriyon Music. Casting Prantika Das and Sam Bhattacharya.
▶︎ See music video of Dhul Gaye Song on Arijit Singh Youtube channel
Dhul Gaye Lyrics in Hindi – Arjuna Harjai
तेरे मेरे बीच में कुछ किस्से बाकी हैं
वक़्त के हिसाब में कुछ हिस्से बाकी हैं
तेरे मेरे बीच में कुछ किस्से बाकी हैं
वक़्त के हिसाब में कुछ हिस्से बाकी हैं
छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में
आंधियाँ भी सह गई वो
फिर हम क्यूँ धुल गए
धुल गए धुल गए
दूरियों की बारिशों में धुल गए
ख़्वाबों के वो मीठे से दिन घुल गए
छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में
आंधियाँ भी सह गई वो
फिर हम क्यूँ धुल गए
चाँद की वो ठंडकें महसूस तो की थी
आज क्यूँ फिर चाँद से कुर्बतें नहीं मिलती
यूँ तो साँसें ना रुकी, ज़िंदगी भी चल रही
सुबह की भी याद से मुस्कानें नहीं जलती
रात तो गुज़र गई, पर बातें बाकी हैं
इश्क़ तो है गुमशुदा मुलाक़ातें बाकी हैं
छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में
आंधियाँ भी सह गई वो
फिर हम क्यूँ धुल गए
धुल गए धुल गए
दूरियों की बारिशों में धुल गए
ख़्वाबों के वो मीठे से दिन घुल गए
छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में
आंधियाँ भी सह गई वो
फिर हम क्यूँ धुल गए
Few More Latest Lyrics in Hindi Font
कोई कोई करदा हिंदी लिरिक्स Koi Koi Karda Lyrics in Hindi – Stebin Ben
तू मेरी धड़क है हिंदी लिरिक्स Tu Meri Dhadak Hai Lyrics in Hindi – Dhadak 2
टूट्टियाँ टांडा हिंदी लिरिक्स Tuttiyan Tandaa Lyrics in Hindi – Kulwinder kinda
Dhul Gaye Lyrics in English
Tere mere beech mein kuch kisse baaki hain
Waqt ke hisaab mein kuch hisse baaki hain
Tere mere beech mein kuch kisse baaki hain
Waqt ke hisaab mein kuch hisse baaki hain
Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein
Aandhiyaan bhi seh gayi woh
Phir hum kyun dhul gaye
Dhul gaye, dhul gaye
Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye
Khwaabon ke woh meethe se din ghul gaye
Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein
Aandhiyaan bhi seh gayi woh
Phir hum kyun dhul gaye
Chaand ki wo thandakein mehsoos toh ki thi
Aaj kyun phir chaand se kurbatein nahi milti
Yun toh saansein na ruki, zindagi bhi chal rahi
Subah ki bhi yaad se muskaanein nahi jalti
Raat toh guzar gayi, par baatein baaki hain
Ishq toh hai gumshuda, mulaaqaatein baaki hain
Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein
Aandhiyaan bhi seh gayi woh
Phir hum kyun dhul gaye
Dhul gaye, dhul gaye
Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye
Khwaabon ke woh meethe se din ghul gaye
Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein
Aandhiyaan bhi seh gayi woh
Phir hum kyun dhul gaye
Comments