Phir Ajnabi Lyrics in Hindi – Chand Mera Dil


Phir Ajnabi Lyrics in Hindi sung by Junaid Ahmed from the movie Chand Mera Dil (2026). The song is written by Amitabh Bhattacharya and the music is composed by Sachin-Jigar. Music label Sony Music India.


Phir Ajnabi Lyrics in Hindi


Phir Ajnabi Lyrics in Hindi – Amitabh Bhattacharya

हे रब्बा

देखा समझ के तुझको पराया

देखा समझ के तुझको पराया

दिल है कि फिर से तुझी पर आया

तुझी पर आया


फिर अजनबी फिर अजनबी

एक बार बन कर देखें फिर अजनबी

जैसे मिले ही ना कभी

एक बार बन कर देखें फिर अजनबी

एक बार पहली दफ़ा चल फिर मिलें

पर मुख़्तलिफ़ हो ज़रा अब सिलसिले

इस मर्तबा दो दिलों के प्यार के

एक जैसे हों रास्ते और मंज़िलें

और मंज़िलें

फिर अजनबी


अब के हम कम से कम ये इरादा करें

जो निभा पाए हम उतना वादा करें

कुछ गिले ही ना हों ये तो मुमकिन नहीं

पर गिले कम करें प्यार ज़्यादा करें


नाराज़गी में कभी कर भी लिए

खुदगर्ज़ ना हो मगर वो फ़ैसले वो फ़ैसले

दिल तोड़ के सीखा यही

एक बार बन कर देखें फिर अजनबी

फिर अजनबी


Phir Ajnabi Lyrics in English

Hey Rabba

Dekha samajh ke tujhko paraya

Dekha samajh ke tujhko paraya

Dil hai ki phir se tujhi par aaya

Tujhi par aaya


Phir ajnabi phir ajnabi

Ek baar ban kar dekhein phir ajnabi

Jaise mile hi na kabhi

Ek baar ban kar dekhein phir ajnabi

Ek baar pehli dafa chal phir mile

Par mukhtalif ho zara ab silsile

Is martaba do dilon ke pyaar ke

Ek jaise hon raaste aur manzilein

Aur manzilein

Phir ajnabi


Ab ke hum kam se kam ye iraada karein

Jo nibha paaye hum utna waada karein

Kuch gile hi na hon ye to mumkin nahi

Par gile kam karein pyaar zyada karein


Naraazgi mein kabhi kar bhi liye

Khudgarz na ho magar wo faisle wo faisle

Dil tod ke seekha yahi

Ek baar ban kar dekhein phir ajnabi

Phir ajnabi

Comments

Popular Lyrics / Posts

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

तेरी मुरली की धुन सुनने मैं बरसाने से आयी हूँ

जिस भजन में राम का नाम ना हो jis bhajan me ram ka naam na ho us bhajan ko gana na chahiye