Raaz Hai Lyrics in Hindi – Haunted 3D: Echoes Of The Past

 Raaz Hai Lyrics in Hindi sung by Palak Muchhal from the movie Haunted 3D: Echoes Of The Past (2026). The song is written by Shweta Bothra and the music is composed by Prateek Walia. Starring Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt and Hemant Pandey. Music label Saregama Music.


Raaz Hai Lyrics in Hindi – Shweta Bothra

कैसी ये मोहब्बत

मिल के भी ना मिली

पास हो कर भी

क्यूँ फ़ासले रहे


दिल सुलझाए ये उलझन मेरी

तू बता दे उसे चाहूँ या नहीं

ख़ुद से भी ज़्यादा

है उस पर यक़ीन

तू बता दे उसे चाहूँ या नहीं


दिन के भेस में

ये काली रात है

जो है सामने

वही तो राज़ है


दिन के भेस में

ये काली रात है

जो है सामने

वही तो राज़ है


चीखें मेरी ख़ामोशियाँ

सुन के भी क्यूँ सुनता नहीं

थामे तेरी परछाइयाँ

तू जहाँ मैं भी वही


ख़ुद को किया मैंने तुझ पे फ़ना

इश्क़ के साथ है साया मौत का

कैसा है रिश्ता रूह से रूह का

इश्क़ के साथ है साया मौत का


दिन के भेस में

ये काली रात है

जो है सामने

वही तो राज़ है


दिन के भेस में

ये काली रात है

जो है सामने

वही तो राज़ है


Raaz Hai Lyrics in English

Kaisi hai ye mohabbat

Mil ke bhi na mili

Paas ho kar bhi

Kyun faasle rahe


Dil sulajhaye ye uljhan meri

Tu bata de use chahun ya nahi

Khud se bhi zyaada hai us par yaqeen

Tu bata de use chahun ya nahi


Din ke bhes mein

Ye kaali raat hai

Jo hai saamne

Wahi toh raaz hai


Din ke bhes mein

Ye kaali raat hai

Jo hai saamne

Wahi toh raaz hai


Cheekhein meri khaamoshiyaan

Sun ke bhi kyun sunta nahi

Thame teri parchhaiyaan

Tu jahaan mein bhi wahi


Khud ko kiya maine tujh pe fana

Ishq ke saath hai saaya maut ka

Kaisa hai rishta rooh se rooh ka

Ishq ke saath hai saaya maut ka


Din ke bhes mein

Ye kaali raat hai

Jo hai saamne

Wahi toh raaz hai


Din ke bhes mein

Ye kaali raat hai

Jo hai saamne

Wahi toh raaz hai

Comments

Popular Lyrics / Posts

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

तेरी मुरली की धुन सुनने मैं बरसाने से आयी हूँ

जिस भजन में राम का नाम ना हो jis bhajan me ram ka naam na ho us bhajan ko gana na chahiye