कर ले शादी : Kar Le Shaadi Lyrics in Hindi – Dulhaniya Le Aaeegi

 

Kar Le Shaadi Lyrics in Hindi sung by Jazim Sharma, Deepali Sathe & Rimi Dhar from the movie Dulhaniya Le Aaeegi (2026). The song is written by J.P Gangwar and the music is composed by Jazim Sharma. Starring Khushali Kumar & Mahesh Manjrekar. Music label ALEO MUSIC India.

Kar Le Shaadi Lyrics in Hindi – J.P Gangwar

कर ले शादी कर ले शादी

ना समझ इसको बर्बादी

कर ले शादी कर ले शादी

कर ले शादी


कर ले शादी कर ले शादी

ना समझ इसको बर्बादी

कर ले शादी कर ले शादी

बढ़ा देश की आबादी


पहली रात को थोड़ा शर्माना

करती रहना कोई बहाना

पहली रात को थोड़ा शर्माना

करती रहना कोई बहाना

धीरे-धीरे धीरे-धीरे पास में आना

कर देना फिर उसको दीवाना


अरे पगली मैं शहजादी

करूं मैं किस लिए शादी

अरे पगली मैं शहजादी

करूं किस लिए मैं शादी


कर ले शादी कर ले शादी

ना समझ इसको बर्बादी

कर ले शादी कर ले शादी

बढ़ा देश की आबादी


कितना भी कर लो इनके लिए तुम

सीधी ना होगी इनकी तुम

कितना भी कर लो इनके लिए तुम

सीधी ना होगी इनकी तुम


मर्द तो होते हैं फरेबी कसाई

शादी के बाद भी रहते रोमियो के भाई

तू भी मान जाना शैतान की दादी

फिर वही तुमसे मांगेगा आजादी


पर तू ना करना ऐसी कोई नादानी

वह है आग तो तू है पानी


छोड़ो अंकल ये पहले से है सीधी साधी

कर ले शादी कर ले शादी

ना समझ इसको बर्बादी

कर ले शादी कर ले शादी

बढ़ा देश की आबादी


कर ले शादी कर ले शादी

ना समझ इसको बर्बादी

कर ले शादी कर ले शादी

बढ़ा देश की आबादी


Kar Le Shaadi Lyrics in English

Kar le shaadi kar le shaadi

Na samajh isko barbaadi

Kar le shaadi kar le shaadi

Kar le shaadi


Kar le shaadi kar le shaadi

Na samajh isko barbaadi

Kar le shaadi kar le shaadi

Badha desh ki aabaadi


Pehli raat ko thoda sharmaana

Karti rehna koi bahaana

Pehli raat ko thoda sharmaana

Karti rehna koi bahaana

Dheere dheere dheere dheere paas mein aana

Kar dena phir usko deewaana


Are pagli main shehzaadi

Karun main kis liye shaadi

Are pagli main shehzaadi

Karun kis liye main shaadi


Kar le shaadi kar le shaadi

Na samajh isko barbaadi

Kar le shaadi kar le shaadi

Badha desh ki aabaadi


Kitna bhi kar lo inke liye tum

Seedhi na hogi inki tum

Kitna bhi kar lo inke liye tum

Seedhi na hogi inki tum


Mard to hote hain farebi kasaai

Shaadi ke baad bhi rehte Romeo ke bhai

Tu bhi maan jaana shaitaan ki daadi

Phir wahi tumse maangega aazaadi


Par tu na karna aisi koi naadaani

Wo hai aag to tu hai paani


Chhodo uncle ye pehle se hai seedhi saadhi

Kar le shaadi kar le shaadi

Na samajh isko barbaadi

Kar le shaadi kar le shaadi

Badha desh ki aabaadi


Kar le shaadi kar le shaadi

Na samajh isko barbaadi

Kar le shaadi kar le shaadi

Badha desh ki aabaadi

More Latest Lyrics 



Comments

Popular Lyrics / Posts

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

तेरी मुरली की धुन सुनने मैं बरसाने से आयी हूँ

जिस भजन में राम का नाम ना हो jis bhajan me ram ka naam na ho us bhajan ko gana na chahiye