जय हनुमान कष्टों से दो निदान : Jai Hanuman Lyrics in Hindi – Hanuman Ansh
Jai Hanuman Lyrics in Hindi sung and composed by Shreyas Dharmadhikari. This song is written by Shreyas Dharmadhikari & Rishi Pathak. Starring Shobhinaw Satyaa, Chandan k Anand,Vihan Shedge, Anil Rastogi, Purnima Tiwari, Neha Paranjpe, Nikhil Dubey, Rishikesh Dubey and Rajiv Mishra. Music label Times Music.
Jai Hanuman Lyrics in Hindi – Shreyas Dharmadhikari & Rishi Pathak
Jai Hanuman Lyrics in English
Mangal ki moorat ho tum
Sabka karte ho shubh mangal
Jo bhi naam Ram ka leta
Uske tum harte sankat
Deen-dukhi ke dukh-bhanjan ho
Karuna ke saagar aviran
Jo bhi naam Ram ka leta
Uske tum harte sankat
Ram ke tum ho sakha
Shiv ke tum ho swaroop
Anjani sut bhagwan
Bhakti se ho paripoorn
Sweekaro ab mera pranam
Kaston ko tum har lo bhagwan
Sweekaro ye pranam
Bhakt ki sun lo pukaar Hanuman
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Sau yojan ke saagar ko
Shan mein paar kiya
Jisne sumira naam tumhara
Usko taar diya
Aaye hain hum sharan tumhaare
Nayan kripa ke raah nihaare
Darshan do bhagwan
Darshan do bhagwan
Sweekaro ab mera pranam
Kaston ko tum har lo bhagwan
Sweekaro ye pranam
Bhakt ki sun lo pukaar Hanuman
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Sweekaro ye pranam
Sweekaro ye pranam
Sweekaro ye pranam
Bhimaroopi mahaarudra, vajra Hanuman maruti
Vanari anjanisut, ramdoot prabhanjana
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
More Latest Lyrics
- आवागमन मिटा दो भोले शंकर : Aavagaman Lyrics in Hindi – Hanuman Ansh
- रंगियारा किसने ये जादू डाला : Rangiyara Lyrics in Hindi – Haiwaan Song
- ओ मेरे कान्हा : Mere Kanha Lyrics in Hindi – Jubin Nautiyal & Jaya Kishori
- उधो कान्हा से जाकर : Udho Kanha Se Jakar Yeh Kehna Zara Lyrics in Hindi – Meenal Nigam
- बेवफा बेवफ़ा : Bewafa Lyrics in Hindi : Isha Malviya & Shubham Sharma
- उड़ चले इस नीले आसमान : Udd Chale Lyrics in Hindi : Last Minute India 2026
- चिमना Chimna Lyrics in Hindi – Badshah, Divya Kumar & Nagesh Morwekar 2026
- रातों में आना फिर सुबह जाना : Raaton Mein Aana Lyrics in Hindi – Vibe
- शायर अगर होता मैं जाने जिगर : Shayar Lyrics in Hindi – Prabhakar Raj 2026
Comments
Post a Comment