Purane Din Lyrics in Hindi – Pehla Pyaar Doosri Baar, Arijit Singh


Purane Din Lyrics in Hindi sung by Arijit Singh from the movie Pehla Pyaar Doosri Baar (2026). The song is written by Kumaar and the music is composed by Rochak Kohli. Music label T-Series.

Purane Din Lyrics in Hindi – Rochak Kohli

▶ Watch on YouTube

किताबों से आंखें चुरा के

हम यारों पे शामें लुटाते थे

फिर कमरों में फिक्रें सुला के

सड़कों पे तफरी उड़ाते थे

जेबे खाली थी

मुंह पे गाली थी

भीगे ख्वाबों भरी रात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

वो पुराने दिन थे दीवाने दिन

अब गए हैं जो नहीं आने दिन

वो पुराने दिन थे दीवाने दिन

अब गए हैं जो नहीं आने दिन

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

अच्छी लगती थी कभी-कभी जो मुझे, मुझे

अच्छी लगती थी कभी-कभी वही तुझे

देखा करती थी कभी-कभी जो तुझे

हाँ तुझे

देखा करती थी कभी-कभी वो ही मुझे

वो ना तेरी हुई और ना मेरी हुई

वो किसी के साथ थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

मिलते थे हम गले तो फिर निकाल के फुरसतें

अब हम मिले बिना ही बीत जाते हैं जमाने कई

माना की ले गई है दूर हमको अब ये जरूरतें

थे दूर-दूर हम यारों फिर यादें साथ थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

वो पुराने दिन थे दीवाने दिन

अब गए हैं जो नहीं आने दिन

वो पुराने दिन थे दीवाने दिन

अब गए हैं जो नहीं आने दिन

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

उन दिनों में कुछ तो बात थी

Purane Din Lyrics in English  – Writer Kumaar 


Kitaabon se aankhen chura ke

Hum yaaron pe shaamein lutaate the

Phir kamron mein fikrein sula ke

Sadkon pe tafri udaate the

Jebein khaali thi

Munh pe gaali thi

Bheege khwaabon bhari raat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Wo puraane din the deewaane din

Ab gaye hain jo nahin aane din

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Achchhi lagti thi kabhi-kabhi jo mujhe, mujhe

Achchhi lagti thi kabhi-kabhi wahi tujhe

Dekha karti thi kabhi-kabhi jo tujhe

Haan tujhe

Dekha karti thi kabhi-kabhi wo hi mujhe

Wo na teri hui aur na meri hui

Wo kisi ke saath thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Milte the hum gale to phir nikaal ke fursatein

Ab hum mile bina hi beet jaate hain zamaane kai

Maana ki le gayi hai door humko ab ye zarooratein

The door-door hum yaaron, phir yaadein saath thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Wo puraane din the deewaane din

Ab gaye hain jo nahin aane din

Wo puraane din the deewaane din

Ab gaye hain jo nahin aane din

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Un dino mein kuchh to baat thi

Comments

Popular Lyrics / Posts

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

तेरी मुरली की धुन सुनने मैं बरसाने से आयी हूँ

जिस भजन में राम का नाम ना हो jis bhajan me ram ka naam na ho us bhajan ko gana na chahiye