Chaand Lyrics in Hindi – Pehla Pyaar Doosri Baar, Gurpreet Saini


Chaand Lyrics in Hindi sung by Faheem Abdullah from the movie Pehla Pyaar Doosri Baar (2026). The song is written by Gurpreet Saini and the music is composed by Rochak Kohli. Music label T-Series.

Chaand Lyrics in Hindi –  Faheem Abdulla, Gurpreet Saini

▶ Watch on YouTube

चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए

आफ़तों की दुनियां में कुछ सबर आए

मुझे तेरी बाहों में हो करार ऐसा

कि बरसों के गए हो जैसे घर आए

कसमें खिला दूँ मैं घड़ियाँ छुपा दूँ मैं

लौट ना तू जाए कहीं वजह मिटा दूँ मैं

तेरे ही ख्यालों में कब से लापता हूँ मैं

अपनी वफ़ाएँ सारी तुझ पे लुटा दूँ मैं

काटे नहीं कटते दिन तेरे प्यार में

डूब रहा हूँ मैं तेरी यादों के आबसार में

जालमा यूं रोज़ का दे आना-जाना छोड़ तू

टूट ही ना जाए मेरा दिल इंतज़ार में

चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए

आफ़तों की दुनियां में कुछ सबर आए

मुझे तेरी बाहों में हो करार ऐसा

कि बरसों के गए हो जैसे घर आए

आ.. आ

आ बहल जाएगा संभल जाएगा

ये दिल तो कहीं भी लग जाएगा

मगर रूह को आराम वो

जो तुझसे मिला मेरी जान

वो कहीं भी ना मिल पाएगा

इतना ही चाहूँ बस तुझको मना लूँ मैं

मैं तेरा हो जाऊँ तुझे अपना बना लूँ मैं

तेरे साथ दुनियां बसाने की है आरज़ू

तू जो मान जाए सारी खुशियां मना लूं मैं

चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए

आफ़तों की दुनियां में कुछ सबर आए

मुझे तेरी बाहों में हो करार ऐसा

कि बरसों के गए हो जैसे घर आए

बरसों के गए हो जैसे घर आए

बरसों के गए हो जैसे घर आए

बरसों के गए हो जैसे घर आए

Chaand Lyrics in English –  Faheem Abdulla, Rochak Kohli 


Chand chadh jaye ya tu nazar aaye

Aafaton ki duniyaan mein kuch sabar aaye

Mujhe teri baahon mein ho karar aisa

Ki barson ke gaye ho jaise ghar aaye

Kasmein khila doon main ghadiyan chhupa doon main

Laut na tu jaye kahin wajah mita doon main

Tere hi khayalon mein kab se lapata hoon main

Apni wafaaen saari tujh pe luta doon main

Kaate nahi katte din tere pyaar mein

Doob raha hoon main teri yaadon ke aabsaar mein

Jaalma yun roz ka de aana-jaana chhod tu

Toot hi na jaaye mera dil intezaar mein

Chand chadh jaye ya tu nazar aaye

Aafaton ki duniyaan mein kuch sabar aaye

Mujhe teri baahon mein ho karar aisa

Ki barson ke gaye ho jaise ghar aaye

Aa aa aa..

Behal jaayega sambhal jaayega

Ye dil to kahin bhi lag jaayega

Magar rooh ko aaraam wo

Jo tujhse mila meri jaan

Wo kahin bhi na mil paayega

Itna hi chaahun bas tujhko mana loon main

Main tera ho jaaun tujhe apna bana loon main

Tere saath duniya basaane ki hai aarzu

Tu jo maan jaaye saari khushiyan mana loon main

Chand chadh jaye ya tu nazar aaye

Aafaton ki duniyaan mein kuch sabar aaye

Mujhe teri baahon mein ho karar aisa

Ki barson ke gaye ho jaise ghar aaye

Barson ke gaye ho jaise ghar aaye

Barson ke gaye ho jaise ghar aaye

Barson ke gaye ho jaise ghar aaye

Comments

Popular Lyrics / Posts

आ लौट के आजा हनुमान तुम्हे श्री राम बुलाते हैं aa laut ke aaja hanuman tumheshree ram bulate hain

तेरी मुरली की धुन सुनने मैं बरसाने से आयी हूँ

जिस भजन में राम का नाम ना हो jis bhajan me ram ka naam na ho us bhajan ko gana na chahiye