Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi – Mr & Mrs Grey – Mohammad Faiz
Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi sung by Mohammad Faiz from the movie Mr & Mrs Grey (2026). The song is written by Saaveri Verma and the music is composed by Tanishk Bagchi. Featuring Nithya Menen, Vivek Oberoi and Shreya Sharma. Music label Zee Music Company.
Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi – Saaveri Verma
सारे जहां की भीड़ मेंक्यों ये तुमसे नज़र टकराई है
खींच के मुझको किस्मत मेरी
क्यों तुम तक ले आई है
इतनी हसीन गलती के
आगे कुछ सही नहीं
दिल ये तुम्ही को हो हो हो हो ..
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
इतनी हसीन गलती के
इतनी हसीन गलती के
आगे कुछ सही नहीं
दिल ये तुम्ही को हो हो हो हो ..
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
हां तारीफ़ में क्या कहूं
मैं तेरी आंखों की
मांगू रिहाई कैसे
मैं इन सलाखों की
नज़रे उतारूं तेरी तेरी बलाएं लूं
एक एक अदाएं तेरी लगती है लाखों की
ना तुमसे कम हो ना तुमसे ज़्यादा
तेरे संग जीने का करके इरादा
पाके तुझको अब दूजी
पाके तुझको अब दूजी
कोई चाहत रही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
इतनी हसीन गलती के
इतनी हसीन गलती के
आगे कुछ सही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
हो रब्बा मेरे रब्बा वे
सुन ले तेनु दस्दा वे
यार बाजो एक पल भी मैं
जी नहीं हूण सकता वे
रब्बा मेरे रब्बा वे
सुन ले तेनु दस्दा वे
यार बाजो एक पल भी मैं
जी नहीं हूण सकता वे
Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in English – Mohammad Faiz | Music: Tanishk Bagchi
Saare jahan ki bheed meinKyun ye tumse nazar takrayi hai
Kheench ke mujhko kismat meri
Kyun tum tak le aayi hai
Itni haseen galti ke
Aage kuch sahi nahi
Dil ye tumhi ko ho o o o..
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Itni haseen galti ke
Itni haseen galti ke
Aage kuch sahi nahi
Dil ye tumhi ko ho o o o..
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Haan tareef mein kya kahun
Main teri aankhon ki
Maangu rihai kaise
Main in salakhon ki
Nazrein utaarun teri
Teri balayein loon
Ek ek adayein teri
Lagti hai laakhon ki
Na tumse kam ho na tumse zyada
Tere sang jeene ka karke iraada
Paake tujhko ab dooji
Paake tujhko ab dooji
Koi chahat rahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Itni haseen galti ke
Itni haseen galti ke
Aage kuch sahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Ho rabba mere rabba ve
Sun le tenu dassda ve
Yaar bajo ek pal bhi main
Jee nahi hoon sakta ve
Rabba mere rabba ve
Sun le tenu dassda ve
Yaar bajo ek pal bhi main
Jee nahi hoon sakta ve
Other latest hindi lyrics
- Ram Ki Sita Lyrics in Hindi – Ramayana – Palak Muchhal
- Sarangi Lyrics in Hindi – Hardik Bhardwaj
- Tirkit Lyrics in Hindi – Dhindora 2 – Udit Narayan & Payal Dev
- Main Singer Khaandani Lyrics in Hindi – Dhindora 2 – Mujtaba Aziz Naza
- Tere Bina Lyrics in Hindi – Mohammad Faiz & Ali Brothers
- Teri Yaad Lyrics in Hindi – Siyaahi & Adnan Sami
- Sindoor Se Lyrics in Hindi – Eetha – Shreya Ghoshal
- Daddy Cool Lyrics in Hindi – King – Arijit Singh & Shilpa Rao
Comments
Post a Comment