Teri Yaad Lyrics in Hindi – Siyaahi & Adnan Sami
Teri Yaad Lyrics in Hindi sung and composed by Siyaahi and Adnan Sami. The song is written by Siyaahi and Maqbool Khwaja. Music label T-Series.
Teri Yaad Lyrics in Hindi – Siyaahi & Maqbool Khwaja
जब चांदनी बढ़कर रातों पे छाती हैजब चांदनी बढ़कर रातों पे छाती है
तेरी याद ऐसे में दिल को तड़पाती है
तेरी याद आती है
सुबह में पहला नशा दिन में पहली बार
दिन में 24 घंटे एवरी मिनट एवरी आवर
वो ना पूछे पर आंखों से करती तहकीकात
कुड़ी बैड बदन पे कुर्ती और चुड़ीदार तू ही बता
और ये सब तेरे हवाले
खुद की परवाह नहीं पर तू आजा खुद को संभालेगी
ना जन्मों का रिश्ता मैं तेरे साथ देखूं
जमाने मुझे साफ-साफ पता हम नहीं पढ़ पाते इशारे
तू ना जाने ना मैंने जाना इतने सवाल उतना हलक से निकाला
क्या कसर रह गई थी बता ऐसे रिश्ते में जो मुंह के बल गिरे
जब सुना सच वो सोलह आना हमें दर्द नहीं सहना
हमें बस प्यार चाहिए
कहती दूर से खड़े रह के हमें ना ताकिए
कुआं प्यासा कोई ढूंढे उसकी प्यास बाकी है
और हम आज भी गुमशुदा जब तेरी याद आती है
तेरी याद आती है
जब चांदनी बढ़कर रातों पे छाती है
जब चांदनी बढ़कर रातों पे छाती है
तेरी याद ऐसे में दिल को तड़पाती है
तेरी याद आती है
हू इज डेट गर्ल जो भूले ना भूलाए
हू इज डेट गर्ल जो भूले ना भूलाए
तू ख़्वाब या बुरा वक्त हम तो तय ही नहीं कर पाए
महफिलों में आके चुराए हम तो खुद मिल ही नहीं पाए
तेरे दीदार के मारे बस ये रैना बीते जाय
नाचे ऐसे करे फर्श पे तमाशा
कहती दर्द की दीवानी मुझे कश दो जरा सा
दवा ना मिले घायल करे मर्ज तू पुराना
पैरों तले जमी घीसकी तूने हंस के पुकारा
मेरी जाने जा तू ऐसे तड़पाना
तू फायदा उठा रही मेरे भोलेपन
कहां वैसे किसी की नहीं सुनी बस किया जो मन चाहा
वो क्या ही वजह होगी जो कर दिया अनजाना
दिल टूटा तो भरेंगे हरजाना
और आज भी तेरी झलक दिखे तो मर जावां
मैं सच कहूं इतना तू कहे तो सर कलम
तू तबाह करे मुश्किल स्याही का बच पना
फिर लौट के मत जाना
जब चांदनी बढ़कर रातों पे छाती है
जब चांदनी बढ़कर रातों पे छाती है
तेरी याद ऐसे में दिल को तड़पाती है
तेरी याद आती है
कैसे वो बहारों के बीते नजारों के
कैसे वो बहारों के बीते नजारों के
फिर आंखें सुनाती है और हमको रुलाती है
फिर याद आती है
Teri Yaad Lyrics in English – Siyaahi & Adnan Sami | Music: Siyaahi & Adnan Sami
Jab chandni badhkar raaton pe chhaati haiJab chandni badhkar raaton pe chhaati hai
Teri yaad aise mein dil ko tadpaati hai
Teri yaad aati hai
Subah mein pehla nasha din mein pehli baar
Din mein 24 ghante every minute every hour
Wo na poochhe par aankhon se karti tehkeekaat
Kudi bad badan pe kurti aur chudidaar tu hi bata
Aur ye sab tere hawale
Khud ki parwah nahi par tu aaja khud ko sambhalegi
Na janmon ka rishta main tere saath dekhun zamane
Mujhe saaf-saaf pata hum nahi padh paate ishaare
Tu na jaane na maine jaana
Itne sawaal utna halak se nikaala
Kya kasar reh gayi thi bata aise rishte mein
Jo munh ke bal gire
Jab suna sach wo solah aana
Humein dard nahi sehna
Humein bas pyaar chahiye
Kehti door se khade reh ke humein na taakiye
Kuan pyaasa koi dhoondhe uski pyaas baaki hai
Aur hum aaj bhi gumshuda jab teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Jab chandni badhkar raaton pe chhaati hai
Jab chandni badhkar raaton pe chhaati hai
Teri yaad aise mein dil ko tadpaati hai
Teri yaad aati hai
Who is that girl jo bhoole na bhulaaye
Who is that girl jo bhoole na bhulaaye
Tu khwaab ya bura waqt
Hum to tay hi nahi kar paaye
Mehfilon mein aake churaye
Hum to khud mil hi nahi paaye
Tere deedaar ke maare bas ye raina beete jaay
Naache aise kare farsh pe tamasha
Kehti dard ki deewani mujhe kash do zara sa
Dawa na mile ghaayal kare marz tu puraana
Pairon tale zami ghiski tune hans ke pukaara
Meri jaane jaa tu aise tadpaana
Tu fayda utha rahi mere bholepan
kahaan vaise kisi ki nahi suni
bas kiya jo man chaaha
Wo kya hi wajah hogi jo kar diya anjaana
Dil toota to bharenge harjaana
Aur aaj bhi teri jhalak dikhe to mar jaawan
Main sach kahun itna tu kahe to sar kalam
Tu tabaah kare mushkil syaahi ka bach pana
Phir laut ke mat jaana
Jab chandni badhkar raaton pe chhaati hai
Jab chandni badhkar raaton pe chhaati hai
Teri yaad aise mein dil ko tadpaati hai
Teri yaad aati hai
Kaise wo bahaaron ke beete nazaaron ke
Kaise wo bahaaron ke beete nazaaron ke
Phir aankhein sunaati hai
Aur humko rulaati hai
Phir yaad aati hai
Other latest hindi lyrics
- Ram Ki Sita Lyrics in Hindi – Ramayana – Palak Muchhal
- Sarangi Lyrics in Hindi – Hardik Bhardwaj
- Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi – Mr & Mrs Grey – Mohammad Faiz
- Tirkit Lyrics in Hindi – Dhindora 2 – Udit Narayan & Payal Dev
- Main Singer Khaandani Lyrics in Hindi – Dhindora 2 – Mujtaba Aziz Naza
- Tere Bina Lyrics in Hindi – Mohammad Faiz & Ali Brothers
- Sindoor Se Lyrics in Hindi – Eetha – Shreya Ghoshal
- Daddy Cool Lyrics in Hindi – King – Arijit Singh & Shilpa Rao
Comments
Post a Comment