Thursday, March 9, 2017

Mere Naseeb Mein Lyrics – Lata Mangeshkar – Naseeb (1981)

Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi Song Lyrics: The lovely romantic always feel refresh, golden song lyrics from the movie Naseeb (1981). This song is sung by super singer Lata Mangeshkar and its beautiful music composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar & Laxmikant Pyarelal. The heart touching lyrics are written by Anand Bakshi and song are starring by Amitabh Bachchan & Hema Malini. Label of music Universal.

Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi Lyrics
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
Yeh Hum Kya Jaane Yeh Wahi Jaane
Jisne Likha Hai Sab Ka Naseeb
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi

Ek Din Khwab Mein Woh Mujhe Mil Gaya
Ek Din Khwab Mein Woh Mujhe Mil Gaya
Dekhkar Jo Mujhe Phool Sa Khil Gaya
Sharma Gayi Main Haye Haye
Ghabra Gayi Haye Haye Haye
Sharma Gayi Main Haye Haye
Ghabra Gayi Haye Haye Haye
Sharma Gayi Main Ghabra Gayi Main
Kehne Laga Woh Aakar Kareeb
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi

Baat Yeh Khwab Ki Sacch Magar Ho Gayi
Baat Yeh Khwab Ki Sacch Magar Ho Gayi
Naujawan Main Tujhe Dekh Kar Ho Gayi
Aankhen Mili Hain Haye Haye
Dil Bhi Mile Haye Haye Haye
Aankhen Mili Hain Haye Haye
Dil Bhi Mile Haye Haye Haye
Aankhen Mili Hain Dil Bhi Mile Hain
Dekhe Mile Kab Apne Naseeb
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi

Hum Kahin Phir Mile
Ek Hasin Raat Mein
Hum Kahin Phir Mile
Ek Hasin Raat Mein
Baat Yeh Aa Gayi
Phir Kisi Baat Mein
Ab Ke Hua Yeh Haye Haye
Maine Kaha Haye Haye Haye
Ab Ke Hua Yeh Haye Haye
Maine Kaha Haye Haye Haye
Ab Ke Hua Yeh Maine Kaha Yeh
Mujhko Bataa De Mere Habeeb
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
Yeh Hum Kya Jaane Yeh Wahi Jaane
Jisne Likha Hai Sab Ka Naseeb
Everybody Come On
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi.

No comments:

Post a Comment

Featured post

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो Yunhi Be-Sabab Na Fira Karo Koi Bashir Badr Ghazal

यूँही बे-सबब न फिरा करो कोई शाम घर में रहा करो वो ग़ज़ल की सच्ची किताब है उसे चुपके चुपके पढ़ा करो कोई हाथ भी न मिलाएगा जो गले मिलोगे तपाक स...