बेशर्म आशिक़ Besharam Aashiq Lyrics in Hindi – Payal Dev
Besharam Aashiq Lyrics in Hindi from the movie Kya Meri Sonam Gupta Bewafa Hai, sung by Payal Dev & Romi. This song is written by Manoj Muntashir and composed by Rochak Kohli. Starring Jassi Gill and Surbhi Jyoti.
Besharam Aashiq song Details
Song Title Besharam Aashiq
Movie Kya Meri Sonam Gupta Bewafa Hai
Singer Payal Dev & Romi
Lyrics Manoj Muntashir
Music Rochak Kohli
Music Label Saregama
Besharam Aashiq Lyrics in Hindi
हो..
ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
हाँ ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
इनको अपना बनाना ट्रबल हो गया
ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
इनको अपना बनाना ट्रबल हो गया
धीरे धीरे कलाई लगे थामने
इनको उंगली थमाना ट्रबल हो गया
ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
हो यूँ मुसीबत के मारे कभी हम ना थे
यूँ मुसीबत के मारे कभी हम ना थे
ऐसे लूज़र बेचारे कभी हम ना थे
एक तो जीवन में पहले ही गम कम ना थे
हो एक तो जीवन में पहले ही गम कम ना थे
इनके आने से हर गम डबल हो गया
धीरे धीरे कलाई लगे थामने
इनको उंगली थमाना ट्रबल हो गया
ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
2, 4, 6 या 10 की ये तादाद नहीं है
फिसले हैं कितने छिलको पे इन्हे याद नहीं है
10, 20, 100, 50 की तादाद नहीं है
लौंडे किये डंप कितने इन्हे याद नहीं है
इश्क़ के नाम पे कितना हो हम बुली
तो कूद जाओ सनम खिड़कियाँ हैं खुली
हो बेवफाई की बू है हवा में घुली
हो बेवफाई की बू है हवा में घुली
सांस लेना भी साला स्ट्रगल हो गया
धीरे धीरे कलाई लगे थामने
इनको उंगली थमाना ट्रबल हो गया
ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
इनको अपना बनाना ट्रबल हो गया
ऐसे बेशर्म आशिक़ हैं ये आज के
Besharam Aashiq Lyrics (English)
Ho..
Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke
Haan aise besharm aashiq hain yeh aaj ke
Inko apna banana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke
Inko apna banana trouble ho gaya
Dheere dheere kalai lage thaamne
Inko ungli thamana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke
Ho yoon musibat ke maare kabhi hum na the
Yoon musibat ke maare kabhi hum na the
Aise looser bechare kabhi hum na the
Ek toh jeevan mein pehle hi gam kam na the
Ek toh jeevan mein pehle hi gam kam na the
Inke aane se har gam double ho gaya
Dheere dheere kalai lage thaamne
Inko ungli thamana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke
2, 4, 6 ya 10 ki yeh tadaad nahi hai
Fisle hain kitne chhilko pe inhe yaad nahi hai
10, 20, 100, 50 ki tadaad nahi hai
Launde kiye dump kitne inhe yaad nahi hai
Ishq ke naam pe kitna ho hum bully
Toh kood jaao sanam khidkiyaan hain khuli
Ho bewafai ki boo hai hawa mein ghuli
Ho bewafai ki boo hai hawa mein ghuli
Saans lena bhi sala struggle ho gaya
Dheere dheere kalai lage thaamne
Inko ungli thamana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke
Inko apna banana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain ye aaj ke
Comments
Post a Comment